5th september, a memorable day.......
so finaly a post after a long time
hope so ull like it.
"AB BAS , AB AUR NAHI"
Na jaane in aankho ko kiski talaash hai,
shayaad sabhi to hai mere paas fir na jaaane aur kis ki aas hai,
dhundli si aankho me kuch dhundhle se sapne hai,
in aankho aur dimag ki kashmakash me na jaane kaun hai SAHI,
lekin ab humara dil kehta hai
shayaad sabhi to hai mere paas fir na jaaane aur kis ki aas hai,
dhundli si aankho me kuch dhundhle se sapne hai,
in aankho aur dimag ki kashmakash me na jaane kaun hai SAHI,
lekin ab humara dil kehta hai
AB BAS , AB AUR NAHI.......
pata nahi log us samay ki baat kyu karte hai jo beet gaya hai,
humare liye to sirf aane waala kal hi hai jo khushiyaan lekar aata hai,
hum shayaad 3 hi pehlu me jiya karte hai
"KAL , AAJ AUR KAL"
SHAYAAD
isiliye jab hum apne kal k baare me sochte hai to apna kal yaad aa jaata hai
kal ki yaado me apne aap ko khone se koii faida nahi
badi mushkil se samhaala hai apne aap ko
AB BAS , AB AUR NAHI .......
thaamne aae hai woh haath kuch log, jo kuch logo ne chodh diye the,
na jaane kyu ye pyaara sa rishta tod diya tha,
hum guzar chuke hai us DILLAGI bhare pal se
jisne hume zindagi k baare me sikhaaya hai
sab kuch gawa kar hi hume jeene aaaya hai
ye jawaab hai mera un logo ko , ki apni khwaishe ka gharonda kahi aur jaakar BASAAE
kyuki abhi to hume apni zindagi me MASHUR hone aaya hai
ye sab dil ki baate hai
kisi dilwaale se jaakar kiya karo
maine to is baare me na hi "HAAN" kaha hai aur na hi "NAHI"
lekin itna kehna chahta hu
AB BAS , AB AUR NAHI .......